Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAsha Bhosle
HomeAsha Bhosle
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Bai Mi Patang Udvit
Bairi Chhod De
hmmm mmmm mmmm mmmm lalala lalala lalalaaa lalalala lalala lalala lalalalaa lalalala baithe hain kya us ke paas lala laaa lalalaa aina mujh sa nahin lalala laaa lalalaa meri taraf dekhiye lalala laaa lalalaa lalalala lalala lalala lalalalaaa lalalala meri taraf dekhiye lalala lalala lalala uri baba baba bababa bubu bubu hooo hooooo hooo hooooo hooo hooooo hooo hooooo aine ki nazar mein haa hoooo aisi masti kahaan hai ho hoooo masti meri nazar ki aaaa itni sachchi kahaan hai aine ki nazar mein aisi masti kahaan hai masti meri nazar ki itni sachchi kahaan hai zuu zuu zuu zuu zuuu baithe hain kya us ke paas la la laaa lalalaa aina mujh sa nahin lala laaa lalalaa meri taraf dekhiye lalala laaa lalalaa aaa aaa aaa aaa aahaaaan aaaa haan haan aaaa haan haan aaaa haan haan aaaa haan haan ye lab hum kyun na chhu len haa hoooo yun hi aahen bharen kya ho hoooo hum se bhi khoobsurat aaaa tum ho hum bhi karen kya ye lab hum kyun na chhu len yun hi aahen bharen kya hum se bhi
baithe hain reh guzar par dil ka diya jalaaye shayad wo dard jaane shayad wo laut aayen baithe hain reh guzar par dil ka diya jalaaye baithe hain reh guzar par akaash par sitaare chal chal ke tham gaye hain akaash par sitaare chal chal ke tham gaye hain hooo sabnam se sard aansoo phoolon pe jam gaye hain hum par nahi kisi par ae kaash reham khaaye shayad wo dard jaane shayad wo laut aayen baithe hain reh guzar par raahon mein kho gayi hain hasrat bhari nigaahen raahon mein kho gayi hain hasrat bhari nigaahen hoo kab se lachak rahi hain armaan ki narm baahen har mod par tamanna aahat usi ki paayen shayad wo dard jaane shayad wo laut aayen baithe hain reh guzar par dil ka diya jalaaye baithe hain reh guzar par
balmaa khuli hawa mein mehki huyi fizaa mein dil chaahta hai mera behaknaa idhar udhar balmaa khuli hawa mein mehki huyi fizaa mein dil chaahta hai mera behaknaa idhar udhar pag pag chalun bal khaati khud bhi naa jaanun kahaan pag pag chalun bal khaati khud bhi naa jaanun kahaan kehta hai ye dil matwaala aaj apna hai saara jahaan o hoo hoo hoo balmaa khuli hawa mein mehki huyi fizaa mein dil chaahta hai mera behaknaa idhar udhar chhun chhun bole mori paayal aaja kahe saajnaa chhun chhun bole mori paayal aaja kahe saajnaa aaja ki ye saare nazaare saiyaan fike hai tere bina o hoo hoo hoo hoo balmaa khuli hawa mein mehki huyi fizaa mein dil chaahta hai mera behaknaa idhar udhar balmaa khuli hawa mein
baalma saajna baalma saajna duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne tere pyaar ne baalma saajna baalma saajna duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne tere pyaar ne baalmaa dekha pehli baar tumhen haay kya nazaara tha dekha pehli baar tumhen haay kya nazaara tha kis tarah batayen tumhen haal jo humaara tha kis tarah batayen tumhen haal jo humaara tha luta hai dil ye bekraar ne bekraar ne bekraar ne baalma saajna baalma saajna duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne tere pyaar ne baalmaa ho jo mere bas mein to motiyon mein taul doon ho jo mere bas mein to motiyon mein taul doon pyaar hai kisi se tumhen bhed saara khol doon pyaar hai kisi se tumhen bhed saara khol doon thaani hai kya dil mein sarkaar ne sarkaar ne sarkaar ne baalma saajna baalma saajna duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne tere pyaar ne baalma saajna baalma saajna haan duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne tere pyaar ne baalmaa
aa aa aa aa aa aa banshi shune ki ghare thaka jay banshi shune ki ghare thaka jay balo go sokhi ki kori upay balo go sokhi ki kori upay aa aa aa aaaa aaa aaa banshi shune ki ghare thaka jay banshi shune ki lolita bale bhule ja bishakha bale chole ja lolita bale bhule ja bishakha bale chole ja ki kore jabo ki kore jabo ki kore jabo duare bosechhe jatila kutila paharay pa ni sa re sa pa ni pa ma pa ma ga ma ga re sa ni sa re ni sa sa ga ma pa sa ga ma pa sa re ni sa banshi shune ki ghare thaka jay banshi shune ki sokhi sab radha ke bojhay jabo jaler chhale jomunay sa ga ma dha ga ma dha ni dha ni sa aaaaaaa sa ga ma dha ga ma dha ni ma dha ni sa sokhi sab radha ke bojhay jabo jaler chhale jomunay minoti koribo minoti koribo minoti koribo payete dhori bo tabe jodi ase samuray aa aa aa aa aa aa banshi shune ki ghare thaka jay banshi shune ki ghare thaka jay balo go sokhi ki kori upay balo go sokhi ki kori upay ki kori upay ki kori upay balo go sokhi balo go sokhi balo
bansuriya ab yehi pukare aa balmaa nadiya ke kinare bansuriya ab yehi pukare aa balmaa nadiya ke kinare teri aankhon se nindiya churaunga tere hothon se laali udaunga bansuriya ab yehi pukare aa balmaa nadiya ke kinare tujhe saanson mein apni basaungi tujhe apni nazar mein chhupaungi bansuriya ab yehi pukare aa balmaa nadiya ke kinare aankhen bichhaye baithi thi dilbar ki chaah mein kab se khadi thi main yahan chaahat ki raah mein tune jo di sada to main tere paas aa gaya duniya bhula ke main sanam tujh mein sama gaya deewani ho gayi thi main tere pyaar mein bechein ho rahi thi main tere intezaar mein tere intezaar mein tere intezaar mein bansuriya ab yehi pukare aa balmaa nadiya ke kinare aa jaa kareeb aa mere tujhko karaar doon baahon me teri pyaar ke lamhe guzaar doon hai aarzoo yehi meri tere samne rahoon kehni hai jitni baat main tujh se wo sab kahun mere saath hai tu saathiya har ik haal mein khoya rahoon hamesha main tere khyaal mein tere khyaal mein tere
aur to koi nahin sahaara tu hi haath badha de ganga yamuna ban ke baadal ghum ki aag bhujha de o barso re haaye bairi badarwaa barso re barso re haaye bairi badarwaa barso re aaj kisi ke preet nagar mein lag na jaaye aag barso re haaye bairi badarwaa barso re barso re duniyaan waale preet ke dushman dil tadpaane waale koi nahin bhujhane waala sab hai lagaane waale barso re haaye bairi badarwaa barso re aaj kisi ke preet nagar mein lag na jaaye aag barso re haaye bairi badarwaa barso re barso re angaaron ki doli laaya janam janam ka saathi maut ka ghunghat le kar main bhi piya milan ko jaati barso re haaye bairi badarwaa barso re aaj kisi ke preet nagar mein lag na jaaye aag barso re haaye bairi badarwaa barso re barso re
ye aankhon se aankhon ka milna hai kya bina bole honthon ka hilna hai kya mujhe inka matlab to samjhaayie khayaalon mein phoolon ka khilna hai kya na yun chup raho mujhko aawaaz do mujhe ghut ke marne ki aadat nahin bataao tumhi batao tumhen pyaar kaise karoon batao tumhen pyaar kaise karoon mujhe pyaar karne ki aadat nahin main jaisa bhi hoon haan jaisa bhi hoon saamne hoon khada mujhe kuchh chhupaane ki aadat nahin batao tumhen pyaar kaise karoon mujhe pyaar karne ki aadat nahin ye aankhon se aankhon ka milna hai kya ye aankhon se aankhon ka milna hai kya bina bole honthon ka hilna hai kya mujhe inka matlab to samjhaayie khayaalon mein phoolon ka khilna hai kya na yun chup raho mujhko aawaaz do na yun chup raho mujhko aawaaz do mujhe ghut ke marne ki aadat nahin mujhe itni fursat mili hai kahaan mujhe itni fursat mili hai kahan jo padhta tumhare nayan ki ghazal mujhe aaj lagta hai sach maan lo ye chehra nahin hai gulaabi kanwal ye dil kaise chori kiya jaayega ye
bechaara dil kya kare are bechaara dil kya kare saawan jale bhaado jale saawan jale bhaado jale do pal ki raah nahin ho do pal ki raah nahin ik pal ruke ik pal chale ik pal ruke ik pal chale gaanv gaanv mein ghumen re jogi rogi change kare meri hi mann ka taap naa jaane haath naa dhare aaaaa haaaaa haaaa aaaaa aaaaa aaaaaa hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm bechaara dil kya kare are bechaara dil kya kare saawan jale bhaado jale saawan jale bhaado jale tere vaaste laakhon raaste tu jahaan bhi chale mere liye hai teri hi raahen tu jo saath de aaaaa haaaaa haaaa aaaaa aaaaa aaaaaa hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm bechaara dil kya kare are bechaara dil kya kare saawan jale bhaado jale saawan jale bhaado jale do pal ki raah nahin ho do pal ki raah nahin ik pal ruke ik pal chale ik pal ruke ik pal chale
aaaa aaa aaa aa aaa aa aa aa aaa aa aa aa bedardi mere saiyaan shabnam hain kabhi shole andar se bade zaalim baahar se bade bhole andar se bade zaalim baahar se bade bhole bedardi mere saiyaan shabnam hain kabhi shole andar se bade zaalim baahar se bade bhole matlab ki ye ratiyaan hain koi inhen kya samjhe ye khud bhi nahin apne bas inko khuda samjhe aa aa aa aa aa aa tambhar mein ye tola hai tambhar mein ye masha hai tambhar mein ye tola hai tambhar mein ye masha hai bante hai tamaashaayi aur khud bhi tamasha hai aur khud bhi tamasha hai aa aa aa aa aa aa reh reh ke badalte hain din raat naye chole andar se bade zaalim baahar se bade bhole andar se bade zaalim baahar se bade bhole har ek ada mere baalam ki niraali hai baaten hain muhabbat ki dil pyaar se khaali hai aye ee ee ee aadat hai badi chanchal surat hai badi saada aadat hai badi chanchal surat hai badi saada aaj is ko diya dhokha kal usse kiya wadaa kal usse kiya wadaa haan aa aa aa aa aa harjaayi hai
beimaan baalma gayi jaan zaalma beimaan baalma maan bhi jaa gayi jaan zaalma maan bhi jaa sun dard mera bedardi sanam daman na chhuda tujhe meri kasam dil le ke taalna na beimaan baalma gayi jaan zaalma beimaan baalma maan bhi jaa gayi jaan zaalma maan bhi jaa bas ek nazar more saiyaan haule se pakad mori baiyaan tune mujhpe kiya hai jaadu mohe dil pe raha na kabu kar itna na majboor sajna itna na majboor kyun milkar bhi hai door balma milkar bhi hai door sun dard mera bedardi sanam daman na chhuda tujhe meri kasam dil le ke taalna na beimaan baalma gayi jaan zaalma beimaan baalma maan bhi jaa gayi jaan zaalma maan bhi jaa dil dena tu kya jaane zara dekh idhar deewane kuchh yun hi nahin behke hum betaab hai khud bhi mausam hai bheegi bheegi raat sajna bheegi bheegi raat aa sun ja dil ki baat balma sun ja dil ki baat sun dard mera bedardi sanam daman na chhuda tujhe meri kasam dil le ke taalna na beimaan baalma gayi jaan zaalma beimaan baalma maan bhi jaa gayi jaan
bekasi had se jab guzar jaaye koi aye dil jiye ke marr jaaye bekasi had se jab guzar jaaye zindagi se kahoooo dulhan ban keeeee aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa zindagi se kahoooo dulhan ban keeeee aaj to do ghadi sanwar jaayen koi aye dil jiye ke marr jaaye bekasi had se jab guzar jaaye unnko jee bhar ke dekh lene de unnko jee bhar ke dekh lene de unnko jee bhar ke dekh lene de dil ki dhadkan zara thehar jaaye koi aye dil jiye ke marr jaaye bekasi had se jab guzar jaaye mere nagmon se unka dil naa dukhe mere nagmon se unka dil naa dukhe mere nagmon se unka dil naa dukhe ghum nahin mujhpe jo guzar jaaye koi aye dil jiye ke marr jaaye bekasi had se jab guzar jaaye
Besh Karechhi Prem
bhagi re bhagi re bhagi brij bala kanha ne pakda rang daala brij bala brij bala kanha ne pakda rang daala hey bhaga re bhaga re bhaga nandlala radha ne pakda rang daala nandlala nandlala radha ne pakda rang daalaa adha hai rang adha pyaar mera adha hai rang adha pyaar mera hil jayega gori roop tera beech bajaria raste mein ghera baiyyon ki pehna di maala hey bhaga re bhaga re bhaga nandlala radha ne pakda rang daala kisko na tune kankariya mari kisko na tune kankariya mari kiske na sar se chunari utaari hai aaj lekin hum sab ki baari hai aaj lekin hum sab ki baari hai kaun tera rakawaala hey bhaga re bhaga re bhaga nandlala radha ne pakda rang daala behne lagiiiiiii rangon ki ganga chhedo na humko chhedo na humko chhodo ye danga behne lagiiii rangon ki ganga dekho ye mukhda rang biranga neela hara peela kaala bhagi re bhagi re bhagi brij bala brij bala kanha ne pakda rang daala haa bhaga re bhaga re bhaga nandlala nandlala radha ne pakda rang daala
bhagwaan ye de vardaan mujhe har saans mein tera naam rahe bhagwaan ye de vardaan mujhe har saans mein tera naam rahe jab tak jeewan sangraam rahe tera dhyaan subah aur shaam rahe dhan daulat ki mujhe chaah nahin yash vaibhav ki parwaah nahin dhan daulat ki mujhe chaah nahin yash vaibhav ki parwaah nahin maangun sukh ki bhi raah nahin maangun to bas itna maangun is janam ka shubh parinaam rahe jab tak jeewan sangraam rahe tera dhyaan subah aur shaam rahe sat dharam ka path ho path mera sewa aur tyaag ho vrat mera sat dharam ka path ho path mera sewa aur tyaag ho vrat mera tere paon mein ho teerath mera sukh dhaam tere hi charnon mein din raat mera vishraam rahe jab tak jeewan sangraam rahe tera dhyaan subah aur shaam rahe bhagwaan ye de vardaan mujhe har saans mein tera naam rahe bhagwaan
bhaiya re bhaiya re paap ki naiya re beech talaiya re duniya kehti haiiiii aaj ho ya kal doob ke rehti hai oo daiya re daiya re paap ki naiya re beech talaiya re duniya kehti hai aaj ho ya kal doob ke rehti hai aye bhaiya re bhaiya re daiya re daiya ree jo jaisa karta hai ha ha wo waisa bharta hai ha ha hey maarne wala khud bhi marta hai khud bhi marta hai marta hai re jo jaisa haan karta hai haan wo waisa bharta hai ke maarne wala khud bhi marta hai re kans ko maare kanhaiyaa bhaiya re bhaiya re paap ki naiya re beech talaiya re duniya kehti haiiiii aaj ho ya kal doob ke rehti hai hey bhaiya re bhaiya re daiya re daiya ree kehte hain dilwale sun le sab dhanwale ye doston ko dushman bana dale dushman bana daleee kehte hain dilwale aaha sun le sab dhanwale aaha ye doston ko dushman bana daleee ha ha aisi hai cheez rupaiya daiya re daiya re paap ki naiya re beech talaiya re duniya kehti hai aaj ho ya kal doob ke rehti hai daiya re daiya re bhaiya re bhaiya re upar se
bhali bhali si ek soorat bhala sa ek naam dhadkan hai mere dil ki subah ho yaa shaam bhali bhali si ek soorat bhala sa ek naam dhadkan hai mere dil ki subah ho yaa shaam kaun hai wo dilruba kaho na humse zara haan oyi lo na na na na hoye hoye hoye tum ho wo dilruba bhali bhali si ek soorat bhala sa ek naam dhadkan hai mere dil ki subah ho yaa shaam huyi mere bhi jiyaa ki chori achha haan uss chor ki shakal hai gori to kya hua ho gaya milna bahut zuroori chal pagali phir suno to aage humare dil ki majboori tu tu tu tu wo jo mere karib aaya oo hoo mere tan pe pada jo saaya phir kya hua yun samjho na gale lagaaya chhi chhi chhi tab se soti hoon jaagati hoon leke uska naam kaun hai wo dilruba kaho na humse zara oye oye oyi lo la la la la oye oye oye tum ho wo dilruba bhali bhali si ek soorat bhala sa ek naam dhadkan hai mere dil ki subah ho yaa shaam haaye mushkil hai mera bhi jeena hmmm khojun to aata hai paseena baap re kal maine dekhi ajab haseena hmmm hmmm pyaar
bhanwra bada nadaan haai bagiyan ka bagiyan hun hun hun hun hun hun hun hun hun bagiyan ka mehmaan haai phir bhi jaane na jaane na jaane na kaliyan ki muskaan haai bhanwra bada nadaan haai bagiyan ka mehmaan haai phir bhi jaane na jaane na jaane na kaliyan ki muskaan haai bhanwra bada nadaan kabhi uda jaaye kabhi mandlaaye bhed jiya ke khole na kabhi uda jaaye kabhi mandlaaye bhed jiya ke khole na saamne aaye nain milaaye mukh dekhe kuchh bole na wo mukh dekhe kuchh bole na bhanwra bada nadaan haai akhiyon mein rach ke chale bach bach ke jaise ho koi begaana akhiyon mein rach ke chale bach bach ke jaise ho koi begaana rahe sang dil ke mile nahin mil ke ban ke rahe wo anjaana ho ban ke rahe wo anjaana bhanwra bada nadaan haai koi jab roke koi jab toke gungun karta bhaage re koi jab roke koi jab toke gungun karta bhaage re na kuchh poochhe na kuchh bujhe kaisa anadi laage re wo kaisa anadi laage re bhanwra bada nadaan haai bagiyan ka mehmaan haai phir bhi jaane na
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bai Mi Patang Udvit Lakhat Ashi Dekhani (1982) 03:29 37933
 
Poster of Lakhat Ashi Dekhani (1982)
 
Category
Marathi
Year- 
1982
Music Director- 
Sudhir Phadke
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jayshree Gadker
Duration : 03:29   Song Number : 37933   

Bairi Chhod De Babul Ki Galiyan (1972) 03:53 38781
 
Poster of Babul Ki Galiyan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:53   Song Number : 38781   

Baithe Hain Kiya Jewel Thief (1967) 04:59 39006
 
Poster of Jewel Thief (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:59   Song Number : 39006   

Baithe Hain Reh Guzar Par 40 Days (1959) 03:33 12543
 
Poster of 40 Days (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shakeela
Duration : 03:33   Song Number : 12543   

Balma Khuli Hawa Mein Kashmir Ki Kali (1964) 03:35 11922
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 03:35   Song Number : 11922   

Balma Sajna Duniya Bhoola Di Akalmand (1966) 03:55 19362
 
Poster of Akalmand (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:55   Song Number : 19362   

Banshi Shune Ki Asha Bhosle 05:24 14743
 
Poster of Asha Bhosle
 
Lyricist
Swapan Chakraborty
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:24   Song Number : 14743   

Bansuriya Ab Yehi Pukare Balmaa (1993) 07:33 18744
 
Poster of Balmaa (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Avinash Vadhavan, Ayesha Julka, Others
Duration : 07:33   Song Number : 18744   

Barso Re Haaye Bairi Phagun (1958) 03:18 13950
 
Poster of Phagun (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Pilu
Duration : 03:18   Song Number : 13950   

Batao Tumhen Pyaar Santosh (1989) 06:12 36600
 
Poster of Santosh (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Hema Malini
Duration : 06:12   Song Number : 36600   

Bechara Dil Kya Kare Khushboo (1975) 03:08 20205
 
Poster of Khushboo (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Hema Malini, Farida Jalal
Duration : 03:08   Song Number : 20205   

Bedardi Mere Saiyaan Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:39 12971
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj
Duration : 03:39   Song Number : 12971   

Beimaan Baalma Ham Sab Chor Hain (1956) 02:46 38132
 
Poster of Ham Sab Chor Hain (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant, Shammi Kapoor
Duration : 02:46   Song Number : 38132   

Bekasi Had Se Jab Kalpana (1960) 03:31 13511
 
Poster of Kalpana (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Padmini
Raag- 
Des
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:31   Song Number : 13511   

Besh Korechhi Prem Mouchak (1974) 03:16 40061
 
Poster of Mouchak (1974)
 
Lyricist
Gauri Prasanna
Music Director- 
Nachiketa Ghosh
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Ranjit Mullick, Mithu Mukherjee
Duration : 03:16   Song Number : 40061   

Bhagi Re Bhagi Brij Bala Rajput (1982) 05:47 36634
 
Poster of Rajput (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 05:47   Song Number : 36634   

Bhagwan Ye De Vardaan Mujhe Tulsi Vivah (1971) 02:59 17644
 
Poster of Tulsi Vivah (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kavi Pradeep
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jayshree Gadkar
Duration : 02:59   Song Number : 17644   

Bhaiya Re Bhaiya Jaise Ko Taisa (1973) 04:45 37371
 
Poster of Jaise Ko Taisa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 04:45   Song Number : 37371   

Bhali Bhali Si Ek Soorat Buddha Mil Gaya (1971) 04:50 20217
 
Poster of Buddha Mil Gaya (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Archana
Duration : 04:50   Song Number : 20217   

Bhanwra Bada Nadaan Re Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 04:42 20219
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:42   Song Number : 20219   
Karaoke Songs of Asha Bhosle, Sad Songs of Asha Bhosle, Love Songs of Asha Bhosle, Dance Songs of Asha Bhosle, Hip-hop songs of Asha Bhosle, Best songs of Asha Bhosle, Super hit songs of Asha Bhosle, hit songs of Asha Bhosle, duet songs of Asha Bhosle, solo songs of Asha Bhosle, old songs of Asha Bhosle, famous songs of Asha Bhosle, Hindi Karaoke Songs of Asha Bhosle, Hindi Sad Songs of Asha Bhosle, Hindi Love Songs of Asha Bhosle, Hindi Dance Songs of Asha Bhosle, Hindi Hip-hop songs of Asha Bhosle, best Hindi songs of Asha Bhosle, super hit Hindi songs of Asha Bhosle, hit Hindi songs of Asha Bhosle, duet Hindi songs of Asha Bhosle, solo Hindi songs of Asha Bhosle, old Hindi songs of Asha Bhosle, famous Hindi songs of Asha Bhosle, Sing Along Songs of Asha Bhosle, Sing Along Sad Songs of Asha Bhosle, Sing Along Love Songs of Asha Bhosle, Sing Along Dance Songs of Asha Bhosle, Sing Along Hip-hop songs of Asha Bhosle, Sing Along Best songs of Asha Bhosle, Sing Along Super hit songs of Asha Bhosle, Sing Along hit songs of Asha Bhosle, Sing Along duet songs of Asha Bhosle, Sing Along solo songs of Asha Bhosle, Sing Along old songs of Asha Bhosle, Sing Along famous songs of Asha Bhosle